Latest New Romantic Baarish Shayari Status Quotes in Hindi & English

 बरसात शायरी / Baarish Shayari

Baarish ke mausham mai mohabat ka maja hi kuch aur hai and mohabbat ko alfajo mai peeron ke banyan karne ka bhi alag hi maja hai, jise aap baarish shayari/ बारिश शायरीke madhyam se apne kisi khas tak pahucha sakta hai.
Iss blog post mai pesh hai aapke liye kuch ache baarish par shayari.

Latest New Romantic Baarish Shayari Status Quotes in Hindi & English
 
Baarish Shayari in Hindi

Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai,
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai,
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai,
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai!
कितनी जल्दी ज़िन्दगी गुज़र जाती है,
प्यास भुझ्ती नहीं बरसात चली जाती है,
तेरी याद कुछ इस तरह आती है,
नींद आती नहीं मगर रात गुज़र जाती है।
Kal uski Yaad poori Raat aati rahi,
Hum jaage paari Duniya soti rahi,
Aasman main bijali paari Raat hoti rahi,
Bas ek BARISH thi jo Mere saath roti rahi.
कल उसकी याद पूरी रात आती रही,
हम जागे पूरी दुनिया सोती रही,
आसमान में बिजली पूरी रात होती रही,
बस एक बारिश थी जो मेरे साथ रोती रही!

Baarish Shayari Quotes in Hindi 

फिर बरसात के रात की वो कहानी याद आयी ,
कभी याद आया अपना जमाना कभी उनकी जवानी याद आयी।

खुद को न इतना बचाया करो,
बारिश आये तो भीग जाया करो।

बारिशें भी मिजाज दिखाती हैं मेरे महबूब सा,
बरसता है कभी टूट के,कभी निकल जाता है बेरुखी से।

Best Baarish Shayari for Boyfriend and Girlfriend

Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai

Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai

Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai

Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai

Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Ha.

Top Romantic Hindi Shayari on Baarish

Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai,
Ab Ke Barish Mein To Ye Kar-E-Ziyan Hona Hi Tha.

Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani,
Kisne Bhige Hue Balon Se Ye Jhatka Paani.

Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai,
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai,
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai,
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai!

कितनी जल्दी ज़िन्दगी गुज़र जाती है,
प्यास भुझ्ती नहीं बरसात चली जाती है,
तेरी याद कुछ इस तरह आती है,
नींद आती नहीं मगर रात गुज़र जाती है।

Latest New Romantic Baarish Shayari Status Quotes in hindi and english

इन बारिशों से दोस्ती अच्छी नहीं ,
कच्चा तेरा मकान है कुछ तो ख्याल कर

भीनी सी खुश्बू लिए याद आई एक कहानी,
ये मौसम की बारिश और बारिश का पानी।,

Uski yaadein bhi is baarish ki tarah thi…….
Ek pal k liye ayi aur din bhar aankhein nam kar gai….

Yun nhi hAi ki tere bAAd bArsAAt nhi hogi….
pr jo tere sAAth thi wo bAAt nhi hogi

ज्यादा दूर नही बस खुदा वहाँ पहुँचादे जहां
तेरी बरकत और सुकून चारो ओर बरसता हो।

Latest New Romantic Baarish Shayari Status Quotes in Hindi & English

Comments